Saturday, 4 January 2014

Mere desh ka loktantra mahan hai

Mere desh ka loktantra mahan hai.
Jisne sabko jine ka,
abhivyakti ka,
samanta ka… haq diya.
Aao aise loktantra ka samman kare..
Aur apne adhikaro, kartavyo ka palan kare.
Aur apne gantantra ko celebrete kare.
Happy Republic Day

No comments:

Post a Comment