Showing posts with label Miss You SMS. Show all posts
Showing posts with label Miss You SMS. Show all posts

Monday, 15 August 2016

Tumhare sheher ka mausam barra suhaana lage,
Main ik shaam chura loon agar bura na lage,
Tumhare bas main agar ho to bhool jao humen,
Tumhen bhulaane main shayed mujhe zamaana lage,
Hamare pyar se jalne lagi hai ik duniya,
Dua karo kisi dushman ki baduaa na lage,
Na jane kya hai us ki be-baak ankhon main,
Woh mu chupaa ke jaye bhi to bewafa na lage,
Jo doobna hai to itne sakoon se doobo,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lage,
Ho jis ada se mere sath bewafayi kar,
Ke tere baad mujhe koi bewafa na lage,
Woh phool jo mere daaman se ho geya mansoob,
Khuda kare usay bazaar ki hawa na lage,
Tum aankh muund ke pe jao zindagi qaiser,
Ke aik ghoont main shaayed yeh bd-maza na lage..
Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi,
Dil ko khushi ke sath sath hota raha malaal bhi,
Sab se nazar bacha ke woh mujh ko kuch aese dekhta,
Ek dafah to ruk gayee gardish-e-maah-o-saal bhi,
Dil to chamak sake ga kya phir bhi tarash ke dekh lain,
Sheesha giraan-e-sheher ke haath ka yeh kamaal bhi,
Us ko na pa sake thay jab dil ka ajeeb haal tha,
Ab jo palatt ke dekhiye baat hi kuch muhaal thi,
Meri talab tha aik shaks woh jo nahin mila to phir,
Hath dua se yoon giray bhool gaya sawaal bhi,
Uss ki sukhnn taraaziyan mere liye bhi dhaal theen,
Us ki hansi main chupp geya apne ghamon ka haal bhi,
Shaam ki nasamajh hawaa puch rahi hai aik pata,
Mauj-e-hawaa-e- ku-e-yaar, kar kuch to mera khayal bhi..

Saturday, 13 August 2016

Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti,
Kaash Aapse Mulakat Hamaari Na Hoti,
Sapno Mein Hi Dekh Lete Hum Aapko,
To Aaj Milni Ki Itni Bekarari Na Hoti…

ये हँसी बहुत अनमोल है बाबूजी

ये हँसी बहुत अनमोल है बाबूजी __ क्यों की ये बनावटी नहीं है __
" हँसी बहुत अनमोल पर, मिल जाती बेमोल,
देती दिल की गाँठ को, आसानी से खोल।
‪#‎LCL‬ ‪#‎Shayari‬ ‪#‎Love‬ ❤

Wednesday, 12 February 2014

"If there ever
comes a day when
we can’t be
together, keep me
in your heart, I’ll
stay there
forever."
Zindegi mein koi ek Shakhs Toh Yun Mile,...
Ki Woh Mile Toh Sakoon Mile...
Khuda Ne Mujhse Kha Tu Chahe,
Lakh Sajde Kar,
Na Vo Teri Thi Na Teri He Or Na Teri Hogi
Humne Bhi Dil Se Khuda Se Kha 
Wo Meri Chahe Ho Ya Na Ho Aye Khuda
Mujhe Usi Se Pyar Tha,
Usi Se Pyar H Or Usi Se Rhega.
Aaj Har Ek Pal Khubsoorat Hai,
Dil Me Bas Ek Teri Surat H,
Kuch Bhi Kahe Ye Duniya Gum Nahi,
Duniya Se Zyada Hum Ko Teri Zarurat H.
Miss U

Sunday, 2 February 2014

Mohabbat Ko Tum Meri Maanzil Bana Do
Mujhe Apni Chahat Ke Qaabil Bana Do
Tere Siva Mai Kisi Ko Na Chaahu
Meri Dharkano Me Aisi Tamanna Jaga Do
Umar Guzri Hai Meri Betaabiyon Me
Mai Tufaan Hu Tum Mujhko Saahil Bana Do..!

Thursday, 30 January 2014

saamne na ho to
tarasti hai aankhe,
yaad me teri
barasti hai
aankhei?.
mere liye nahi inke
liye hi aa jaao,
aap ka bepanaah
intezaar karti hain
aankhe?
Tu gham naa karr..
Teri mehak naa sahi ..
Teri aawaz toh hai..
Tu naa sahi
Terri harr baat toh hai !
tu Gham naa karr..
teri justaju na sahi
teri wafa toh hai..
tera haath mere haath naa sahi
teri dua toh hai !!
Bahut Chaha Par Unhe Bhula Na
Sake........
Khayalo Mein Kisi Aur Ko La Na Sake.........
Kisi Ko Dekh Kar Aansu To Ponch
Liye........
Par Kisi Ko Dekh Kar Hum Muskura Na
Sake…......!!
रिश्ते काँच की तरह होते है,
टूटे जाए तो चुभते है.
इन्हे संभालकर हथेली पर सजना
क्योकि इन्हे टूटने मे एक पल
और बनाने मे बरसो लग जाते है.

Don't wake me up, I'm dreaming about her.... .... Don't touch my heart, It's beating 4her.... .... Don't talk 2 me, My ears are listening 2 her....
MehfiL Ajib Thi
Manzar Ajib Tha
.
Jo Usne ChaLaya
Wo Khanjar Ajib Tha
.
Kaise Kehde
Unhe Bewafa Yaaro
.
Uski Ankho Ka
Wo Samundar V AjiB Tha.
Har bar phul par titliyan nhi ati,
Har bar rone par siskiyan nhi ati,
.
Hum yaad to apko dil se karte hai,
Kya kare agar 
apko hichkiyan nhi aati.

Tuesday, 21 January 2014

Phir kahin door se ik baar sada do mujko,

Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.

Some Time We Fail to Understand..

Some Time We Fail to Understand..
the Feelings of very Close People in our Life.
Because a Book held very Nearer to Eyes is very Difficult to read.

Kya hoon main aur kya samajhte hai, Sab raaz nahi hote batane wale,

Kya hoon main aur kya samajhte hai,
Sab raaz nahi hote batane wale,
Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna,
Kaise rote hai sabko hasane wale.

Monday, 20 January 2014

A big Good Morning to my
sweet sugar
coated choco
mallow milky
shaky honey
dipped cheese
melting orange
juicy pepperoni
lovely FRIEND.
Have a Nice Day