Tuesday 21 January 2014

1 dost dusre dost ko raat 2 bje phone karta hai

1 dost dusre dost ko raat 2 bje phone karta hai
1st: hello, bhai jaldi aa kuch kaam hai
2nd: kya kaam hai yaar muje nind aa rahi hai, main nahi aa raha..
1st: yaar plz aaja kuch jaruri kaam hai
2nd: muje nind aa rahi hai,
K bye…. Good Night Phone off.
kuch der baad 2nd dost ko lagta hai. jaruri kaam hoga, wo rat 2 bje us dost k ghar jata hai
2nd: ha bol kya kaam hai?
1st: bhai, wo light aur TV band karde …

No comments:

Post a Comment